Ae khuda tumne

Ae khuda tumne
Ae khuda tumne hume Kitaab banaya hota, Vo jab jab hote tanha, Hame haatho mein uthaya hota,Wo padte-padte so jate, Aur hume seene se lagaya hota
  

Jan, 28 2012     145 chars (1 sms)     889 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Humse door hokar bhi hmare pas ho tum.Is soni zindgi ki talash ho tum Kaun kehta hai k tum sath nahi Sanso ki tarha dil k pas ho tum..
Kitabo k panno ko palt k sochta hu yu palt jaye meri zindgi to kya bat he Khwabon me roz milta he jo, hakikat me aye to kya bat he.
Door rehkar kareb rehne ki aadat hai, yad bankar ankhon se behne ki aadat hai, kareb na hote hue bi kareb paoge, mujhe ehsas bankar rehne ki aadat hai..
Chehrey Per Banawat Ka Gussa, Aankhon Say Chalakta Pyar Bhi Hai, Is Shauq-E-Ada Ko Kya Kahiye Inkar Bhi Hai Iqraar Bhi Hai.
Yaadon ki barsaat liye Duaaon ki soghat liye Dil ki gehrayee se Chand ki roshnai se Pholon k kaghaz per Aap k liye sirf 3 lafz"I LOVE YOU"
Apki o baten yad ayengi. Guzra hwa pal yad ayega.Na shikwa na shikayat karte hi.Ap sada khush raho dil se yahi duwa karte hai-
faasle bahut hai,par itna maan lijite,karib rahkar bhi har koi khas nahi hota,khayalon me itna karib hain ki faaslon ka ehsas hi nahi hota.
Pholon Se Pocho Isme Singhar Kitna Hai Mere Dil Se Pocho Isme Pyr Kitna Hai Saye Ki Trha Tumhara Pyr Sth Mere Rhta Hai Tumhare Sth Guzra Hua Hr Lmha Yad Rhta Ha
Sukhe patte se pyar kar lenge, Hum tumahara aitbaar kar lenge. Tum yeh to kaho hum tumahare hai, Hum jindagi bhar intezaar kar lenge.
Tanhai me Fariyad to kar sakte hai. Virane ko to abaad kar sakte hai. Kya hua aap se mil nahi sakte, DIL se yaad to kar sakte hai!
Tareef kaise karon aapki alfaaz nahi milte, Tareef kaise karon aapki alfaaz nahi milte, Aap woh phool hain jo baar baar nahi khilte..
Aarzu-e-safar ka jab hmne irada kia, sath chalne ka usne b wada kia, kuch usko raas N aai wafa ki bate, kuch aeitbar humne bhi jyada kia