SMS Messages14343 messages

Itni dosti na karo ki bigad jaye hum thoda danta karo ki sudhar jaye hum ho jaye koi khata to ho jana khafa par itna bhi nahi ki mar jaye hum
Teri aawaz tere roop ki pehchan hai,tere dil ki dhadkan meri jaan hai,na sunu jis roz teri baatine,lagta hai us roz jism ye bejaan hai
Sayari banti hai zindagi ke lamhon se,Lamhe bante hai khubsurat palon se,Inpalon ko kabhi khone matdena,Hume apne se dur kabhi hone mat dena
Yeh pyaari nigahein yaad rahengi,Mil kar na milne ki ada yaad rahegi,Mumkin nahi ki main tumhe bhula doon,Aur umar bhar tumhein bhi meri yaad na aaya.
Dil k kehne pe dil ki duniya chhod aaye,Sabhi rishte nato se muh mod aaye.Humse na mangna hisab wafai ka-e-yaro,Unki chahat me n jane kitno k dil tod aye.
Ghamne hasne na diya, Zamane ne rone na diya, Is uljano ne jinena diya, Thak k jab sitaron se panah li Neend aayi to apki yadne sone na diya
Khuda nazron ko kuch aisi khudai de, Jidhar dekhu udhar woh dikhai de Kash aisa chatmatkar ho jaye hawa mein Usko pukaru aur usiko sunai de
A palak tu band ho ja, Khawabo me unki surat to nazar aayengi, Intezar to subah dubara shuru hoga, Kam se kam Raat to khushi se kat jayengi.
Jan Se Bi Zada Unhe Pyr Kiya Krte The,Yad Din Raat Kiya Krte The,Ab Un Raho Se Guzra Nahi Jata,Jahan Baith Kar Unka Intezaar Kiya Karte The.
Tera intzaar karke har raat ko tanha so jata hun.Subah hote hi phir tere milne ki aas me aankhe bhichata hun.Ye silsila ab tum khatam kar do,ek din milne ka mukarar kardo..
Teri muskurahat meri pehchan hai,teri khushi meri shaan hai, kuchh bhi nahi meri zindagi, bas itna samajle ki tera sath hi meri jaan hai.
Mere Wajood mai kash wo utar jaye,Mai dekhoon Aaina aur wo nazar aaye,Wo ho samne aur Waqt thehar jaye,Ye zindagi us se yuhin dekhte huye guzar jaye.