kABHI Gamo se

kABHI Gamo se
kABHI Gamo se TumHari mulaqAT nA ho...Udaas bethe ho aise koi baat na ho...shiqayat ho to maaf kerdena...fursat main bethe ho humien yaad ker lena..
  

Jan, 28 2012     148 chars (1 sms)     1290 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Gam ke aansu dikha nahi sakte Apna haq aap par jata nahi sakte Kitne anmol hain aap meri nigahon mein Ye baat hum aapko bata nahi sakte
Kabhi Kawal Kabhi Jane Sabab Lagti Hai,Teri Aankhe Meri Khwabo Ki Bahar Lagti Hai,Peeye Rahu Ya Na Rahu,Ladkhada Ke Chalta Hoo,Kayoki Teri Gali Ki Hawa Bhi Mujhe Sharab Lagti Hai.
Zaruri nahi k jeene ka sahara ho,jise chaho wo hamara ho,dub jaye kashti hamari hame gam nahi,bas tamanna he ke dubne tak sath tumhara ho
Hamare Ansu pochkar wo muskurate he,unki ye Adase wo dil ko churate he,hath unka chhu jay hamare chehre ko,isi ummidme khud ko ham rulate Ha
Mere Wajud Me Kash Tu utar Jaye Mai Dekhu Aaina or Tu Nazar Aye Tu Ho Samne Aur Waqt Thehar Jaye Ye Zindagi Tujhe Yuhi Dekhte Hue Guzar Jaye
Gum ki aahat bhi na aaye tere dar par, pyar ka samunder ka tu bhi ek kinara ho, kabhi bhool se jo tapke teri aankh se moti, thame wohi jo tujhe sab se pyara ho
Chahane se koi baat nahi hoti, thode se andhere se raat nahi hoti, jinhe chahate hai jaan se zyada, unse aaj kal mulakaat hi nahi HOTI
Har Ek Sajda Maqbul-e-Khuda Ho Jaye.AAP ki Duao K Sang RaB Ki Raza Ho Jaye.Mile AAP Ko Wo Khushiyan,K Hazaron Saal Tak Gam AAP Se Khafa Ho JAYE
Teri Tanhaiyon Mein Sharik Ho Jaon, Sochti Hu Aksar K Tera Nasib Ho Jaun, Na Rahe Kisi Aur ki Aarzu Tumko, Kabhi jo ho mumkin to me tere itne karib ho jau
:Khubsurat hai vo itna saha nahi jata,Kaise hm khud ko rok le raha nhi jata,Chand me daag hai ye jante hai hm,Lekin rat bhar dekhe bina usko raha nhi jata.
Na koi kisi se dur hota hai, na koi kisike kareeb hota hai, pyaar khud chal kar ata hai, jab koi kisike naseeb mein hota hai.......
Gam na kar zindagi bahut badi hai,Chahat ki mehfil apke liye saji hai, Bas ek bar muskura ke dekh,Taqdeer khud aapse milne bahar khadi hai.