SMS Messages14343 messages

mana zindagi ek kawab hai,par har kawab ko manzil nahi milti,tut kar wo rishteen bhikar jate hain,jin rishtoon ko aapni manzil nahi milti
Zarasi bat dertak rulati rahi,Khusi mebhi aankhe aansu bahati rahi,Koi mil k kho gaya to koi kho k mil gaya,Zindagi hmko bas aazmati rahi
Guzarish hai aap se, Iss haseen chehre ko, Chaand se na rubaru karaeiga, Warna kasam khuda ki, Chaand us ki chandni ko bhi bhul jayega
Kis dil se teri dilkashi ki tarif mangu,is mohabat se teri judai ka dard mangu,mujhe to dard hai tujse dur rahne ka,kis khuda se tujhse milne ki dua mangu
Bin khwabo ke bhi kya koi so paya hai, bin yaadon ke bhi koi ro paya hai, DOSTI AAP ki dhadkan hai iss DIL ki, DIL bhi kabhi DHADKAN se alag ho paya hai
Hath chhute to rshte nhi chhuta krte,Waqt k dhliz se lamhe nhi tuta krte, Milte hai kuch log aise zndagi me, jin se kabhi naate nahi tuta krte.
Lamha lamha jodkar zindgi banai Zindgi me aapki do$ti Ki mehak aai Do$ti ke naam kar diye kuch lamhe Aaj ba$ unhi kuch lamho ki yaad ayi
Khuda Ke pass ek wada kar aaye, Jaldi marne ka faisla kar aaye, Meri Pheli aur Akhir Mohabbat aap hi ho "Jaan"Janat Mein saath rehna ka wada kar aaye.
Raat ke karwaton ko badgumani hai,Jo bhi chahe kar le manmani hai,Sanwarta hai ishq raat ki julfon mai,Pyar se liptne ki chahat hi jindagani hai..
Aankh Me Nsha Diya Krte Hai Hum,Sabki Nende Chura Liya Karte H Hum,Ab Se Jab-Jab Palke Jhpke,Samajh Lena Tab-Tab Yaad Kiya karte h hum
ZINDAGI k mod par ek eysa waqt aata hai, jab insaan apane aapko tanha pata hai, wahi tanhai to batati hai, k kon kiska kitna sath nibhata hai....
Kyu mere liye koi Intzar karega,Apni Zindgi mere liye bekrar karega.Me kya hu Meri Hasti hi kya hai,Kya dekhkar humse koi Pyar karega.