mana zindagi ek

mana zindagi ek
mana zindagi ek kawab hai,par har kawab ko manzil nahi milti,tut kar wo rishteen bhikar jate hain,jin rishtoon ko aapni manzil nahi milti
  

Jan, 28 2012     137 chars (1 sms)     1046 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Din me bhi yad aate ho, Raat me bhi yad aate ho, kabhi kabhi to itna yad aate ho, Aaiina hum dekhte hai nazar aap aate ho. .
Sirf Chahne Se Kuch Hota Nahi Hasil Qyamat to Andaz-e-Bayan Me Hoti Hai Ishq Me Jab Waar Krti Hai Ankhein Tab Talwarein Bhi Aksar Mayan Me Hoti
Fiza mein mehekti ek shaam ho tum, Pyar mein chalakta jam ho tum. Seene main chupaye phirte hai hum yaad tumahari, Meri zindagi ka dusra naam ho tum.
Sukhe patton se pyar kar lenge, hum to tum par etbaar kar lenge,tum ye to kaho, tum hamare ho sanam, hum zindagi bhar intzaar kar lenge.
TANHAYION SE NAHI HUM MEHFIL SE DARTE HAI, DUNIYA SE NAHI HUM KHUD SE DARTE HAI, YU TO BAHUT KUCH KHOYA HAI HUMNE, NA JAANE TUMHE KHONE SE DARTE HAI.
Sachai jane bina koi fesla na lena,Kisi k pyar ka kabhi Imtihan n lena,pyar nhi Ye waqt bewafa he,kahi Kisi ko matlabi samj k bhula na dena
Mohabat Wafa ke siwa kuch bhi nahi Duniya gum ke siwa kuch bhi nahi Unke pas hamare siwa sab kuch hai Par Hamare pas unke siwa kuch bhi nahi
Dishaye khamosh,Dil bekarar.Wo dur toh nhi,Magar nigaho me pyas he.Ye kaisa manzar,Ye kaise halaat1taraashe pathar ko,Mandir ki talash he
KHOON KI SYAHI BANKAR TUMHE LETTER LIKHNA CHAHATA HU PAR KYA KARU TUM MERI RAG RAG ME BASTI HO, TUMHE ALAG NAHI KAR PATA HU.
Koi saagar,koi dariya ,aur koi jheel kaheta hai teri in bhure ankhoin mein kahin JANNAT hain yeah mera DIL kaheta hain....
Maang Lenge Tujhe Apne Khuda Se Hum Cheen Lenge Tumhe Har Kisi Se Hum Mere Siva Tum Pe Haq Nahin Hai Kisi Ka Na Karna Bewafai Mujh Se Kabhi Varna Duniya Chod Denge Hum…
Kisi k vaade par zindgi tabah kar baithe,diwangi me ye kaisa gunah kar baithe,ek chand ki aarzu k liye,apni haseen raaton ko fanaa kar baithe.