Zarasi bat dertak

Zarasi bat dertak
Zarasi bat dertak rulati rahi,Khusi mebhi aankhe aansu bahati rahi,Koi mil k kho gaya to koi kho k mil gaya,Zindagi hmko bas aazmati rahi
  

Jan, 28 2012     137 chars (1 sms)     958 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Har pal ne kaha ek pal se... Pal bhar ke liye aap mere samne aa jao... pal bhar ka saath kuch aisa ho... ki har pal tum hi yaad aao
yaado ki dhund me aapki parchai si lagti hai sannate me gunjti shehnai si lagti hai aap saath ho to duniya jannat hai warna seene me saans bhi parai si lagti hai
Koyi dil me liye armaan chala jata hai Koyi khoye hue ausaad chala jata hai Husnawalo se keh do ke na nikle bahir Dekhnewalo ka imaan chala jata
Ap ko bhul jane ka hosla na hua,dur rehkar b dil juda na hua,apse milkar kisi se kya milte,koi ap jaisa DOOSRA na hua....
Ishq ka jahaan benaam hota hai, Tadapna iska kaam hota hai. Khush naseebo ko kabhi ishq ho nahi sakta, Yeh to badnaseebo ka jaam hota hai.
Patthar paani mein mat feko, use koi aur bhi peeta hai, zindagi jeeni hai to muskura ke jiyo, tumhe dekh kar koi aur bhi jeeta hai..
Ishq Mile To Pee Lete hain .... Aap Kahe To Mar jayen hum .. Aap Kahe To Jee Lete hain ... Hum To hain Un phoolon Jaise Jo kaatoon main Bhi Jee Lete hain
Barishon k mausam main tumhain yaad karney ki adat purani hai ab ki baar socha hai adatain badal dalain phir khayal aya k.... adatain badalney se barishain nahin rukti....
Ruthi Hui Ankho Main Intazar Hota Hai Na Chahte Hua V Pyar Hota Hai Kyu Dakthe Hai Hum Wo Sapne Jinke Tutne Par V Unke Such Hone Ka Intzar Hota Hai
Tajmahal ko pyar ki imarat aur chand ko pyar ki ibadat kehte hai. Hamara chand to aapsa pyara hai.Jiske dilke tajmahal me hum rehte hAI
Utter Kay Dekh Mere Pyar Ki Gehraiyon Mein Soch Mere Barey Mei Zara Raat Ki Tanhaiyon Mein Agar Ho Jaye Meri Chahat Ka Yaqeen To Paoge Mujhe Apni Parchayion Mein..
Hume pata nhi dil ki manzil kahan he,Humto unke peeche chalte rahenge,safar khatam kar denge wahi par,Jahan tak unke kadam le chalenge