SMS Messages14343 messages

jee chaahta hai tumse pyari si baat ho, khaamosh taare aur lambi si raat ho, phir saari raat tumse hum kahte raheN, ki tum meri zindagi tum meri qayenaat ho!!
meri mulakat ko chahe musibat kehna apni nazar ko mere liye nafrat kehna par akele me jab ansoo bhari aankhe meri YAAD dilayeto JAAN use meri MOHABBAT kehna..
Na muskurane ko ji chahta hai,Na aansu bahane ko ji chahta hai,Tumhari yaad mein aur kya kahe,Bas tumhare paas aane ko ji chahata hai...!
Aankh Me Nasha Diya Karte He Hum Sabki Neende Chura Liya Karte He Hum Ab Se Jab Jab Palke Jhapke Aapki Samaj Lena TabTab Yaad Kiya Karte hum
Mumkin Ho Aapse To Bhula Dijiye Mujhe,Pathar Pe Hun Lakeer Mita Dijiye Mujhe,Har Roz Mujhse Taza Shikayet Hai Aapko,Main Kya Hun Ik Bar Bata Dijiye Mujhe.
Har ghadi intezaar mein gujri,baato ke baad aapki yaadon mein gujri,hum to ek phool the, aap rakh ke bhule gaye,phir tamam umar aapki kitaab mein gujri.
sama jo teri yaado ka is dil me jawa hoga, rahenge jaha hm, is dil me tera chera waha hoga. gujregi hawaye jab tumhari palko ko chukar, panah lena usme mera asiyana waha hoga.
Ankhen to pyar me dilki zuban hoti hai,sachi chahat to sada bezuban hoti hai,pyar mai dard bhi mile to kya gabrana,suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai.
Bahut khushnooma kal ki Raat guzri haiKuch tanha par kuch khas guzri heNa neend ayi na Khwab koi Bas aap hi k khayalon k saath guzri he
Shikayatein to itni kar di tumne,ki reh n gaya kuch keh jaane k liye.pyaar kiya maine kabhi tumse,ye kafi tha zindagi bitaane ke liye
Kanto ko chubhna sikhaya nahi jata,Phoolo ko khilna sikhaya nahi jata,Koi ban jata hai khud hi apna,Kisi ko apna banaya nahi jata
Pyase ko 1 katra pani kafi hai,Ishq me 4 pal ki zindagi kafi hai,Dubne ko samandar me jaye kaun,Unki palko se tapka woh pani hi kafi hai.