Faasle mita kar

Faasle mita kar
Faasle mita kar apasme pyar rakna,Dosti ka rista u hi barkrar rakna,malum hai dost bahut hai apke,par unke beech apk is dost ka khayal rakhna.
  

Jan, 24 2012     142 chars (1 sms)     1024 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Hasna hasana kisiko gawara nahi hota,Har musafir jindagi ka sahara nahi hota,Milte hai log is tanha zindagi me,Par har dost tumsa pyara nahi hota..
Zindagi choti or jina aasan he,Sath nibhana badi mushkil bat he,Mgar ye wada raha;Jb tk zndgi hmare pas he,Hmari dosti apke sath hai.
Na rahe Koi Gila Is Qadar Wafa Denge Apki Ek Khushi Ki Khati Anso Tak Baha Denge Kabhi Na Bholenge Apki Dosti Ko Hum Dor Reh Kar B Apko Dil Se Dua Denge
Kis kadar khoob thi SADGI aapki, Aaj bhi yaad hai DOSTI aapki.Jab bhi fursat ke lamhe mile hai hame,HUMNE mehsus ki hai kami aapki.
Dosti ki hai, Nibhani to padegi, Aapki taklif hume baatni to padegi, Aapki taklif na jaan sake to dosti kis kaam ki, Aapke liye mar na sake to zindagi kis kam ki.
Har Khushi Dil Ke Karib Nahi Hoti, Jindgi Gamo Se Door Nahi Hoti, Aye Dost, Dosti Ko Sanjo Kar Rakhna, Dosti Har Kisi Ko Nasib Nahi Hoti.
Dosti kisiki riyasat nahi hoti,.Maut kisiki amanat nahi hoti,Sambhal k rakna qadam yaaha,DON ki Dosti todne wale ki zamanat nahi hoti.!
Dosti Or Mehndi Me Khas Farak Nahi Hota, Dono Ek Kaam Kar Jati Hai, Zindgi Main Khushiyo Ke Rang Deti Hai Or Khud FANNAH Ho Jaati Hai.
Ehsaan doston pe jatane nahi hote, karz dosti mein chukane nahi hote, bas salamat rahe ye dosti hamari, ye woh riste hai jo purane nahi hote.
Chote se Dil me gam bahut hai,Zindgi me milte har pal zkhm bahut hai,Maar dalti kb ki ye dunia,Kmbakht doston ki duaon me dum bahuthai
Har mod ka mukam nahi hota,Dil ke riston ka naam nahi hota, Dil ki roshni se khoja hai aapko, App jaisa dost milna aasan nahi hota.
Phool aisa ho jo baag ko khushbu se bhr deHamsafar aisa ho jo andhero ko roshan kr deDost aisa ho zindagi ko pyar se bhar de.