Dil ki chotoon

Dil ki chotoon
Dil ki chotoon ne kabhi chaine se naa rehne diya, Jab chali sard hawaaye maine tujhe yaad kiya, Iss ka roona nahi kyun tumne yaad kiya, Iss ka gum hai ki bahut daer me barbaad kiya.
  

Jan, 24 2012     181 chars (2 sms)     1124 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Zamane bharki baton me hume Nahi bhula denaJab kabi yaad aaye zara sa muskura denaZinda rahe to milnege aye dostNahi to har diwali mere nam ka dia jala dena
Aye kalam zara dhire dhire chal. Gazab ka mukam aya hai, thehar ja kuch pal ke liye. Teri nok ke neeche mere DOST ka naam aya hai.
Wo 1 dost jo khuda sa lagta hai, bahot pass he dil ke fir bhi juda sa lagta hai, bahot der se aya nahi sms uska, shayad kisi bat se khafa sa lagta hai...
rishton ki kitaab ka cover hai dosti, dosti se bani hai hamari hasti, khoon ke rishton ki baat aap karte hain, hamare liye to zindagi hai aap ki dosti
NAZAR HAMARI NAZAR TUMHARI, NAZAR NE DIL KI NAZAR UTARI NAZAR NE DEKHA NAZAR KO AISE KI KABHI NAZAR NA LAGI DOSTI KO HAMARI
Yaar hai hamara baharon jaisa... Dil hai uska dildaron jaisa...Bahut doston ki zaroorat nahi..,jab Hamara ek yaar hi hai hazaaron jaisa....
In ummedo ko tutne mat dena dosti ko hamari kam hone mat dena dost milenge hamse bi achhe par hamari jagah kisi aur ko lene mat dena
Kuch Rishte Uparwala Banata Hai, Kuch Rishte Log Banate Hai, Par Kuch Log Bina Kisi Rishte Ke Hi Rishte Nibhate Hai, Shayad Wohi Dost Kehlate Hai…
Kafi hai husn dil ko behlane ke liye, Mohabbat karlo dil ko dukhane ke liye. Chahe pade gam se vasta, Ek dost rakna sab gamoko bhulane ke liye....
TUJHE Apna Mukkdr Batate Hai Hum, Khuda K Baad Tere Aage Sir Jhukate Hai Hum. dosti Ka Rishta Tod Mat Dena, is Rishte K DumPar muskurate hai hum
Har koi pyar ke liye rota hai, Har koi pyar ke liye tadapta hai, Mere pyar ko galat mat samazna? Pyar to "DOSTI" main bhi hota hai..
Yaad nahi karogeto karwayenge,Ruthe hoge tomanayenge,Udas hoge tohasayenge,Mano na Mano,DOST hai aapke,Aapko Pareshankarne ka haqq nahi gawayenge.