Manzil ki tlash

Manzil ki tlash
Manzil ki tlash me nikle hai hum sbhi, Sbki Mnzil 1 ho ye mumkin nhi, Aise hi kisi mod pr bichad jaye jo kbhi, Ye mt smjhna apke sath hum nhi...
  

Jan, 24 2012     144 chars (1 sms)     1113 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Armano ki sej par dosti ne karwat li hai.Apke dost ne apko ye kasam di hai.Juda ho k bhi juda na hona.Warna log kahenge,Ek dil ne dhadkan Ki jaan li hai.
Zamane bhar ki baton mei hame bhula na dena jab kabhi yaad aaye to zara muskura dena zinda rahe to milenge dost nahi to har diwali mere naam ka diya jala dena!
Hum Woh Phool Hai Jo Roz Roz Nahi Khiltay Ye Wo Hont Hai Jo Kabhi Nahi Siltay Hum Se Bichro Ge To Ehsaas Hoga Tumhe Hum Jaise Dost Roz Roz Nahi Milte
Tum bhulakar to dekho humein, har khushi tumse rooth jaayegi. Jab bhi sochoge doston ke bare mein, yaad khub-b-khud hamari aayegi.
Pyar itna karo ki koi had na ho,Bharosa itna karo k koi shaq na ho,Intezaar itna karo k koi waqt na ho,or dosti aisi karo k nafrat na ho.
Mousam chahe badalte rahe,par yaado ke phool jaroor khilenge,samay badlega,rishte badlenge,par hum dost the,dost hai,aur hamesha rahenge.
Dil me aapki har baat rahegi , jagah chhoti hai magar aabad rahegi. Chahe hum bhulae zamane ko, aapki ye pyari si dosti hamesha yaad rahegi.
KUCH YAADE YAAD RAKHNA KUCH WADE YAAD RAKHNA KUCH BATE YAAD RAKHNA AAGE SATH RHE NA RAHE HAM HAM SATH RAHE THE KABHI BAS YE YAAD RAKHNA,
Dava bhi kam na aaye, Dua bhi kam na aaye. Bas dost teri muskurahat kam aaye
Koi itna chahe tumhein toh batana, koi tum pe nazar uthaye toh batana, Dosti kar to lega koi bhi tumse, koi hamari tarah nibhaye to batana.
Hastiya mit gai naam kamane me..Umar bit gai khushiya pane me Ek pal me door na ho jana humse Hume to salo lage hai,aap jaisa dost pane
Chand ka kya kahena voe to lakho me ek hai, Aap ka kya kahena aap to karodo me ek hai, Apni dosti ka kya kahena voe to khuda se bhi nek hai...