Hamaare to daaman mein kaanto ke siva kuch nahin. Aap to phoolon ke kharid-daar nazar aate hain. Jahan mein kitne dost mile hume par sabse ache aap nazar aate hain..
Aap ki yaad me sab kuch bhulaye baithe hain,Chiraag khushiyon ke bujhaye baithe hain…Hum to marenge aap ki baahon mein,Yeh bhi maut se shart lagaye baithe hain
Aksar dosti karne wale,Apne dost ki tarif karte rehte hai,Taki wo unse juda na ho jaye,Hum isliye khamosh rehte hai,Taki un par koi aur fida na ho Jaye
Lafjo ki trah dil ki kitabo me milenge,bn k mehak apko gulabo me milenge.milne k liye hamse e dost jra theek se sona,aj hum tumse khabon me milenge....