Muskaan tere hothon pe to Khushi mere dil me hoti hai, Agar dard tere dil ko ho to Aankhein meri roti hain, Tu mehsus karke dekh dost, DOSTI aisi hi hoti hai...
Dil ki Tamanna yahi he ke Har Aane wali khbar Teri ho, A yaar Apani yaari itni buland ho ke, muje Jab bhi maut aa jaye to sabse pahele Aankhe Gilli Teri Ho.
Zindagi ka Raaz, Raaz rehne Deejiye,Jo bhi ho Aitraaz, Aitraaz rehne Deejiye,Par jab ye Dil, Aap se milna Chaahe, Dost ye mat kehna k Aaj Rehne Dijiye..