Uljhan agar koi

Uljhan agar koi
Uljhan agar koi aa jaye to mujhse na chupana,sath na de juban to ankhon se jatana,har kadam pe sath hai hum apke,dost banaya hai to zarur ajmana.
  

Jan, 23 2012     145 chars (1 sms)     1181 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Wqt mila tb yad krte ho,mud hua tb bat karte ho,1 zamana tha jb 1 pal b rah nhi sakte the bina is dost k,ab to YAD b 1 zamane k bad karte ho
naye milte hai to hum purano ko aksar bhool jaate hain, magar ye mat bhool aye yaar jab naye dil tod jate hai to purane hi saath nibhate hain
Khuda ki kudrat nahi dekhi, dilon mein chuppi daulat nahi dekhi, jo kehta hai duriyon se mit jati hai dosti, usne shayad Hamari yeh dosti nahi dekhi.
Ab koi aarzoo nahin Baakee ...!! Joostjoo Meree Aakhree tum ho ..!! Dostoon Se Wafa Ki ummeeden ....!! Kis Zamaane Ke Aadmee tum ho ..
Teri dosti mein nasha hai, Tabhi to yeh duniya humse khafa hai, Na karo humse itni mohabbat dost, Ki dil hi puche dhadkan kahan hai.
Mari duwa me tera zikara sda rahega, tari zindagi me khushi ho ya gum mera saath sda rahega ,Bhale hi ham dur hi sahi par ye DOSTI ka rishta sda rahega..
Ye Din Yu h Guzr Jaenge Sayad Hm Dost yu h Bichad jaenge Naraz N hona Aap Hmari Srarato Se Yhi to wo Pal h jo baad m yaad krke ansu layenge!
Jindagi 6oti Or Jina Aasan He,Sath Nibhana Bada Muskil Kam He,Magar Ye Vada Raha Jabtak Jindagi Hamare Paas He,Hum hamsafar Bankar Aapke SAATH He
Kabhi yad aaye to ek bar kehna Kabhi sagar banke in aankho se behna, Agar dost na huye to ajnabi hi rahena, Par yar kabhi alvida na kehna..!
Mile Har Janam Aap Jaise Yaar,Dua Krte Hai Ye Hum Bar Bar,Chahe Kyu Na Tukra De Hme Ye Duniya,Par Milta Rhe Hme Aap Jaise Dosto Ka Pyar
Pal do pal ki sanse hain, unn ankho ki chamak ke pyase hain, aa jao kahi se bhi dost mere, thori si jhalak ke pyase hain.
Chehre pe khushi aajati hai, Aankho me suroor aajata hai, Jab tum hume apna khete ho to, apne aap pe guroor aajata hai......