Khayalo me hum

Khayalo me hum
Khayalo me hum rahe ye ahsas rakhna, Nazro se door sahi dil k pas rakhna, Ye nahi kahte ki sath raho hamesha, Door se hi sahi hamesha"Yaad Rakhana
  

Jan, 24 2012     146 chars (1 sms)     3003 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

dil mein aag lagi to bhuzana tera kam hai duniyame mein rahate ho dosati tera nam hai ......
Jamane me koi na sahara najar aya Bas tuhi 1 hamara najar aya Teri dosti me is kadar bahete rahe Na tufan najar aya na kinara najar aya
Sawal pani ka nahi pyaas ka hai,sawal maut ka nahi saans ka hai,dost to duniya me bahut hain magar, sawal dosti ka nahi VISHWAS ka hai
Dost ko apni palko pe bithalo,Dekar khushi dost k sare gum churalo,Dosti esi karo ki sab dekte reh jayeKhud ake kahe ki hume b dost banalo
Raj k damanme Ansu gira kar dekhoDosti kitni sachi hai Azma kar dekhoApko vulkar kya hogi dilki halatkisi aainepe pathar girakar dekho.
DARTE HAN AAG SE KAHIN JAL NA JAEN... DARTE HAN PAANI SE KAHIN DOOB NA JAEN... DARTE HAN KHUWAB SE KAHIB TOOT NA JAEY... DARTE HAN AAP SE KAHIN AAP HUMEN BHOOL NA JAEN............
Woh Yaro ki Mehfil"Woh Muskrate Pal" Aaj juda hai hamse"apna bita hua kal" Kabhi zindgi guzrti thi hasne hasane Me" AaJ waqt guzrta hai KAGAZ KE NOTE KAMANE ME
Registan k tufan ruka nahi karte, samndar k pani suka nahi karte, aap hame SMS Kare ya na kare, par ham Dosto k inbox khali chhoda nahi karte
Dhundo tum jitna hum jaisa dost paoge nahi, bichadne k baad bhi bhula paoge nahi,mana hum me kuch KAMIYA sahi,par khuda ne PERFECT koi banaya bhi to nahi.
Kuch kehte hain dosti pyar hai, kuch kehte hai dosti zindagi hai, hum kehte hai dosti sirf "dosti" hai, jisse badkar na pyar hai na zindagi
Bhul jane ka hosla nahi hai, Dur ho kar bhi ap dur nahi hai, Apse milkar kisi aur se kya milte ap sa is duniya me koi aur nahi hai
1din hamari muskan, hamse puchh baithi, hume rooz kyo bulati ho? hamne kaha, hum yaad apne dost ko karte hai, tum unki yaadon k sath chali aati ho.....!