Sachi hai dosti aajmake dekh lo, karke yakin mujh pe mere paas aake dekh lo. badalta nahi kabhi sona apna rang, chahe jitni baar marji aag me jalaake dekh lo
Teri pyari umid kaise tod jaun, thu khwab dekhe aur mein nazar na aaon..! Kuch to baat hai dosti me hamari, kya apke kadam nahi kehte ki chalo mil aaun...
KOI raaz aise hote hain jo dikhaye nahi jate kai kisse aise hote hain jo sunaye nahi jaate kayi dil aise hote hain jo tode nahi jaate aur kuch aap jaise dost aise hote hain jo chodo nahi jaate…