Jitni dosti payi hai aap se usse zyada pane ko dil chahta hai, jane woh kaun si khubi hai aap me ki apko har janam me apna dost banane ko dil chahta hai.
Ho Jaye koi bhul to dilse na lagana, Agar apna samjho humko,to her baat batana. Samjho jo apna to hak hum pe jatana,Agar ki hai humse dosti to dil se nibhana