Guzra hua waqt dubara nahi aayega, marne ke baad kisi Ko pukara nahi jayega, mere dil Ke jis Kone me teri tasveer lagi hai, teri Kasam yaar us taraf Koi dubara nahi jayega.
Kahne ko Hamare pas shabd nahi he, Bhejne ko naye sms nahi he, par Dilse ek bat Jarur ati he,Apna khyal Rakhiyega,Q ki Hamare pas aap Jaisa dusra DOST Nahi he
Zamaana gujar gaya haathon ko milaye hue, Muddat ho gayi nazaron ko milaye hue, Din raat nikal gaye yaadon me khoye hue, Ab kab samane aaoge yaar muskurate hue?