]Dil se Bolu ek baat

]Dil se Bolu ek baat
]Dil se Bolu ek baat me sachi..Hum tum ek Dal ke Panchi!Dosti hamari ye hogi na kachi..Teri Photo se mere negative acche
  

Jan, 23 2012     120 chars (1 sms)     6661 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Aaj suraj nikalne k bad b ankhe nai khuli Coffee pine k bad b mood nai aaya Sochte rahe kya hua Phir yad aaya k 1 Dost ko sms nahi kiya
Vo dil kya jo milne ki dua na kare,tujhe bhul kar jiyun khuda na kare,rahegi teri dosti meri zindagi bankar,ye baat aur hai agar zindagi hi vafa na kare....!!
Kehte hai her Baat kisi ko kahi nai jati, Apno ko B Batai nai jati, Per Dost to Dil ka AAINA hota he, or AAINE se Surat chupai nai jati.
Pyar itna karo ki koi had na ho,Bharosa itna karo k koi shaq na ho,Intezaar itna karo k koi waqt na ho,or dosti aisi karo k nafrat na ho.
Waqt hona chaiye kisi ko yaad karne ke liye, bahane to apne aap hi mil jate hain
Ek Dost ka wada hai marte dum tak Saath nibhayenge Mout aaye to tumse pehle hum jayenge tumko na bhool payenge isi liye tumko bhi saath le jayenge.
Daag ansuon se dhoye hain, Jab bhi tanha huye hain roye hain, Dil mein kyonkar na uge yaad teri, Dil mein tere hi khawab boye hain.
Dil ki Tamanna yahi he ke Har Aane wali khbar Teri ho, A yaar Apani yaari itni buland ho ke, muje Jab bhi maut aa jaye to sabse pahele Aankhe Gilli Teri Ho.
Har rishta mila virasat mein, Phir dosti kyun alag se banai hai, Kyunki baaki rishte banaye khuda ne, Aur dosti khud khuda ki parchai hai.
Sab kehte hai ache log maar kar sitare ban jate hai, magar hum kehte hai. Acche sitare toot kar, aap jaise dost ban jate hai…
Andhere me rasta banana mushkil hota hai. Tufan mein deepak jalana mushkil hota hai. DOSTI kisi se bhi kar lena mushkil nahi, Ise bas nibhana mushkil hota hai..
Sheir bhi nazam bhi geet bhi hai Wafa kya hai wafa bhi dosti hai Dil se nikli Dua bhi dosti hai Bas itna samajh lo tum Pyaar ki inteha bhi dosti hai