usey khena k pulkoun pe na tankey khowab ki jhaler samander k kinarey ghar bana ker kuch nahi milta koi aik aadh sapna ho to phir acha bhi lagta hai hazar khowab aankhoun main saja ker kuch nahi milta
HUMARI DASTAN SUNE SE PEHLEY RO DIYA HUMAREY DARD SE ASHNA WOH PEHLEY SE THA BAAT NIKALNE PE WOH LE BEHTA PURANI RANJESHEIN ASA LAGTA HAI K WOH MUJH SE HAFA PEHLEY SE THA