Bechadne wale ko

Bechadne wale ko
Bechadne wale ko yaad me kya doge, Sote hue ko khwaab me kya doge,Hum chahte hai umer bhar dosti ka wada, Kaho is sawal ka jawab kya donge.
  

Jan, 23 2012     139 chars (1 sms)     1163 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

dil mein hai tamanna apko achcha dost banane ki, par darta hoon ki toot na jaye ummeed aap ko paane ki.
Chand ka kehna wo to lakho me 1 hai, Aap ka kya kehana aap to karodo me 1 hai, Apni dosti ka kya kehana, Wo to khuda se bhi nek hai.
Jab bhi yaad aati hai muskura lete hai kuch palo ke liye har gam bhula dete hai kaise bhig sakti hai palke aap ke aap ke hisse ke aansu to hum baha lete hai..
Dil na lagana kisise, varna dard hi dard hi paoge, biti bato ko yad karke, Rote hue hi najar aaoge, karni he to DOSTI karo, hamesha umid se duguna paoge.
Har duaa kabul nahi hoti, har aarzu puri nahi hoti, jinke dil mein aap jaise dost rahte ho unke liye dhadkane bhi zaruri nahi hoti.
Dosti jivan ki hai parchai,Kabhi masti to kabhi hai ladai,sukh Dukh ka isme ana jana hai,Duniya me sabse pyara Rishta Bas ye DOSTANA hai.
Karti hain saanse, Bas 1 hi ishara. Duaon mein meri, Bas naam hai tumhara. Thamm jaaye yeh sama yahin par, Nahi chahiye hume ab, Koi DOST TUMSE BHI PYAARAA.
Meri dosti ka hisab lagaoge, To meri dosti ko behisab paoge, Pani ke bulbule si hai meri dosti, Jara si thes lagi to dhoondte reh jaoge
Muskurake mila kro humse, kuch kaha kuch suna kro humse, baat krne sehi bat bdti hai janab, roj bat kiya kro humse.
Jo tu chahe wo tera ho,roshan raate aur khubsurat savera ho,jaari rakhenge hum duao ka silsila,taki kamyaab har safar par dost hamara ho
Teri dosti mein nasha hai, Tabhi to yeh duniya humse khafa hai, Na karo humse itni mohabbat dost, Ki dil hi puche dhadkan kahan hai.
Dosto ko bhulu, na_mumkin c baat he Dosto ko na ho yekin ye 0r baat he Jab tak rahegi saans tab tak rahoge yad ye sans tut jaye to 0r bat he