Kuch Log Khte

Kuch Log Khte
Kuch Log Khte Hain Dosti Pyar Hai Kuch Log Khte Hain Dosti Zindgi HaiHm Kehte Hain Dosti Dosti Hai Jisse Barh Kr Na Pyar Hai Na Zindgi Hai
  

Jan, 23 2012     138 chars (1 sms)     963 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Sanso se pyari yade hai aapaki , Dhadkan se pyari batein hai aapaki, aap ko yakin ho na ho per is zindgi se pyari dosti hai aapaki . .
Zindagi aisi ho jo jineko majboor kare, Rahe aisi ho jo chalne ko majboor kare,Khushboo kabhi dosti ki kam na ho, Dosti aisi ho jo milne ko majboor kare.
Hm Gum Ki Rat Khyalon M Kat Dete He Mile Jo Din Ujlon M Bant Dete He Hm DARD-E-DILKo Boht Aziz Rkhte He Mile Jo Khushi Zmane M Bant Dete H
Chand Lamho Ki Zindgani Hai, Nafrato Se Jiya Nahi Karte, Lagta Hai Ab Dushmano Se Gujarish Karni Padegi… Kyun Ki Dost To Yaad Kiya Nahi Karte
In ummedo ko tutne mat dena dosti ko hamari kam hone mat dena dost milenge hamse bi achhe par hamari jagah kisi aur ko lene mat dena
Ful bankar hum mahekna jante hai,Muskarake gum bhulana hum jante hai,Log khus hote hai humse kyonki,Bina mile hi hum riste Nibhana jante hai..
Bade ajeb hai ye zindgi k raste Anjane mod pr kuch log dost ban jate hai Milne ki khushi de ya na de.. Bichadne ka gam zaror de jate hai
Bechadne wale ko yaad me kya doge, Sote hue ko khwaab me kya doge,Hum chahte hai umer bhar dosti ka wada, Kaho is sawal ka jawab kya donge.
Hum apni dosti ko yadome sajaenge,Dur rehkar bhi band aankhon me nazar ayenge,Jab yaad karoge sms me chale aaenge
Agar kal hum nahi bhi rahe, Hamari yaadein sada rahengi. Sirf nazare uthake chaand ko dekhna, Hamari dosti ki tasvir waha bani rahegi
Aashman se barse moti jo bikhrne se toot na jaye, dosti aisi mat karna aaj rahe kal toot na jaye.
Hum se chupte kyon ho dost, Ek din hum aise andheron mein kho jayeinge. Phir maango ge duaon mein khuda se hamain, Aur hum phir sapno mein bHi nahin aayenge.