Aapki ankho me

Aapki ankho me
Aapki ankho me hame milgyi panah, Chahe samjo dillagi ya samjho gunah, Bhale hi koi hame diwana karar de, Hum to ho gaye aapki dosti me * *"FANAAH"* *
  

Jan, 24 2012     150 chars (1 sms)     1056 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

EK hai aasman ka taara,dusra hai samunder ka kinara,bewafa hai zamana sara,naseeb hai accha hamara,jo mila dost aap jaisa pyaara.
0 bewafai kabul hai wafai ke liye, 0 ansu kabul hai hansi ke liye, Hum to mohtaz hai aapke pyar ke, 0 dushman kabul hai aapki dosti ke liye
Teri dosti ne Zindgi ko Ek Maksad diya hai.Har Sukh-Dukh me Maine Tera ehsaas kiya hai.Jab bhi Jhapke Palak Teri to Samaj lenais dost ne yaad kiya hai.
Kar sake jis rishte par naaz vo dosti hai, chupale har raaz vo dosti hai, jeevan ka har saaz dosti hai, jo hai har dard ka ilaaj vo alfaaz dosti hai.
Yu to koi tanha nahi hota, Chah kar kisi se juda nahi hota. Dosti ko kanjusi le doobti hai, Yeh jaan kar bhi aap se sms nahin hota
Sitam karo ya na karo, hum gila nahi karte, virano mein phool kabhi khila nahi karte, magar itna yad rakna hum jse dost bar-bar mila nhi krt
Dost sath denge ganga ke pan tak, biwi degi makan tak,parivar ke log samsaan tak, beta hak pura karega agnidaan tak,par khuda sath dega 2 jaha tak. Dont forget.gd mrng
Muskurao aap toh phul khil jaye,bante karo toh dil machal jaye,Itni dilkash hai aap ki dosti,Dost toh kya dushman B aap par fida ho jaye.
Dillagi Dosto ke naam hoti hai.. Dildari Dosto ki shaan hoti hai.. kahi bhi raho par rahoge Dil me mere.. yahi sachchi Dosti ki pehchaan hoti hai...
Dosti ki gehrai judai me bhi hoti hai,Batein to hoti rehti haiPer bina baatonki dosti jab jinda rahe,Tabhi usme Sacchai hoti hai!!!
Ae Dost Tera Haseen Naam Acha Lagta HeTere Sath Se Ye Chand Acha Lagta He Log Kehte He Teri Dosti Mai Pagal,Mujhko ye ilzam acha lagta he
Pyaar karna hme bhi sikha do zara,Apne dil ke kone mey humko bethalo,Hum aap ke dil mein hai ke nahi,Hontho se na sahi "S_M_S" karke hi batta do jara..