Mana ke "pyar"

Mana ke "pyar"
Mana ke "pyar" ka pehla akshar adura hota hai us aadhe akshar ko nikalo to "yar" hota hai aur yaro me hi sacha "pyar" hota hai.
  

Jan, 24 2012     127 chars (1 sms)     974 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Fikar Itni Hai Us Khuda Ko Tumhari Usne Bhej D Tumhare Liye Duniya Sari 1Ansu B N Ane Denge Dost Ankho Me Khuda Se Jyada Hame Fikr He Tumhari.
Ye chamakte sitare kis kaam ke Ye haseen nazare kis kaam ke Jise tufan se takrana acha lage Uske liye kinare kis kaam ke
Gunah karke saza se darte hain, Pee ke Zeher dawa se darte hain, dushmano ke sitam ka khauff nahi humko, Hum to doston ki bewafai se darte hain.
Dosti ka pehala pegam aapke naam, Zindagi ki akhari sham aapke naam. Iss safar main humsafar hain hum dono, Is dosti ko nibhana hain aapka kaam.
Hasraton ki nigaho pe sakht pehra hai, Na jane kis umeed pe ye dil thehra hai, Teri chahton ki kasam ae dost, Apni dosti ka rishta pyar se bahot zada gehra hai
fikr-e-nimaaz rakho balance ki tarah..Azzan sun ke utho ringtones ki tarah..Piyara Quran parho sms ki tarah..buss duniya me bzy mat ho jana network ki tarah..
Aisa yaar chahiye jo hame Apna man sake, hamare har dukh ko jaan sake, chal rahe ho tej barish me, fir bhi pani me se aansuo ko pehchan sake...
Koi itna chahe tumhein toh batana, koi tum pe nazar uthaye toh batana, Dosti kar to lega koi bhi tumse, koi hamari tarah nibhaye to batana.
Dosti ka rishta 2 anjano ko jod deta hai har kadam par zindagi ko naya mod deta hai.Wo sath deta hai tab jab apna saya bhi SAATH CHOD DETA HAI
Mousam chahe badalte rahe,par yaado ke phool jaroor khilenge,samay badlega,rishte badlenge,par hum dost the,dost hai,aur hamesha rahenge.
Na dil me basakar bhulaya karte hai,Na hasakar rulaya karte hai,Kabhi mehsoos kar ke dekh lena,Hum jaise to dil se rishte nibhaya karte hai
Khuda ki banai kudrat nahi dekhi, Dilon me chupi daulat nahi dekhi. Jo kehte hai ki duriyon se mit jati hai dosti, Unhone shayed hamari dosti nahi dekhi.