Dosti gazal hai

Dosti gazal hai
Dosti gazal hai gungunane ke liye,dosti nagma hai sunane ke liye. Yeh woh jazba hai jo sabko milta nahin, kyunki dil chahiya ise nibhane ke liye
  

Jan, 24 2012     144 chars (1 sms)     2279 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Gam Wo Jo Aansu La De, Khushi Wo Jo Gam Bhula De, Hume To Chahiye Bas Aap Ki itni C Dosti, Jo Humare YaaD Karne Par Aap Ko Ek "Hichki" Dila De
Jis sham dil me tumari yad na aaye, khuda kare aisi sham na aaye, ye mumkin hi nahi ki afsana likhu dosti ka aur usme tera naam na aaye.
Dosti se badi koi jageer nahi, isse achee koi tasveer nahi, ek nazuk dhaga hai yeh, phir bhi isse pakki koi zanzeer nahi.
Hamesha Unhi K Kareeb Mat Rahiy, Jo Apko Khush Rakthe he.. Kabhi Unke Bhi Kareeb Rahiye Jo Apke Bina Khush Nahin Rah Shkte.........S
Vo dil kya jo milne ki dua na kare,tujhe bhul kar jiyun khuda na kare,rahegi teri dosti meri zindagi bankar,ye baat aur hai agar zindagi hi vafa na kare....!!
Ehsaan doston pe jatane nahi hote, karz dosti mein chukane nahi hote, bas salamat rahe ye dosti hamari, ye woh riste hai jo purane nahi hote.
Vaise to kayi dost hai hamare Jaise aasman me hai kai taare Par aap dosti ke aasman ke wo chand hain Jiske samne fike padte hai saare sitare..
Jaise taaro ke saath hai, vaise sache dost ke sath vishwas hai, dil ki nazaro se dhundoge agar, hum har waqt apke paas hai...!
Doston maut se darta kaun hai, Pyar ho jata hai darta kaun hai, Tum jaise Dost par to dunia kurban hai, aur tum puchhte ho ki hum par marta kaun hai.
Kahi Unkahi Batoon ki ada hai Dosti Har Ranjho gam ki dava hai dosti Zameen par kami hai pujne walo ki Varna is zameen par khuda hai Dosti.
Tum na mile koi gum nahi, bus baat karo ye milne se kam nahi.. dosti mein dhoka de jaye wo hum nahi. aur apun ki dosti " rang de basanti" se kum nahi…
Kehne ko shabd nahi hai,Bhejne ko naye SMS nahi hai,Par dil se 1 baat kehte haiApna khayal rakhna Kyunki hamare pas aap jaisa dusra dost nahi hai !