Pyar karnevale PARESAN ho jate he Shadi karnevale SHARABI ho jate he, Divorce denevale DEVDAS ho jate he, Ham se Dosti karnevale MSG SE MEHARBAN ho jate he
Teri Khushi se na sahi gam se bhi rishta hai mera, yeh jo tere zindagi hai who ek hissa hai mera, e dost tujhse lafzon ka nahi, ruh ka rishta hai mera.
Mushkilo se ghabra K ab jeena nahi chahte, Dur tumse hoke ab rahna nahi chahte, Yun to Dost bahot bane is zindagi mein, Par tuz jaise Dost ko khona nahi chahte
Pyaar kahete hai.. Mohabbat kahete hai.. Kuch log use bandagi kahete hai.. Magar jinke sath hum Dosti karte hai.. Hum unhe apni zindgi kahete hai.....! Darde Dil sehna asan nahi hota.. Kimti cheez ka har koi kabil nahi hota.. Ye to rab ki meharbani hai warna .. tum jaisa Dost hume hasil nahi hota.....!
Dosti Me Baat karo jaise "ful talktime"Yad karo Jaise "Free Roaming"Pyar Karo Jaise "Life Time"Jhagada karo Jaise "No Coverage"or Smile jaise "Toll Free.