Yeh hamari kismat

Yeh hamari kismat
Yeh hamari kismat hay ki aap hame dost kehte hai, Dur hokar bhi yaad karte hai, Waqt aane par hum bhi dikha denge, Dosti ka haque kaise ada karte hai
  

Jan, 24 2012     149 chars (1 sms)     2125 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Tumhari dosti aur wafa hi kafi he,Tamaam umar ye aasra hi kafi he,Hum se dosti tum kabhi na todna,Jeene ke liye ye aasra hi kafi he...
Pyar pasand se, Khusi har ek se, Rishtey apno se, Mohabbat jeevan sathi se, Ishq aashiq se, Magar DOSTI.,? 'DILse'.,Jo humne ki hai 'AAPse
Sirf yadoon ka silsila reh gaya, Khuda jane unse humara kya rishta reh gaya, Ek chand chup gaya jane kahan, Ek sitara use doondta reh gaya.
Wqt k panne palatkar, fir woh haseen lamhe jeene ko dil chahta hai... Kabhi muskuraya karte the sab dost milkar...Unhe sath dekhne ko dil taras jata hai...
Kehte Hai Har Baat Kisiko Kahi Nahi Jati Apno Ko Bhi Batai Nahi Jati Par Dost To Dil Ka"Aaina" Hota Hai Or Aaine Se "Surat"Chupaai Nahi Jati........
CHAND ADHURA HAI SITARO KE BINA. GULSAN ADHURA HAI BAHARO KE BINA. SAMUNDAR ADHURA HAI KINARO KE BINA. JEENA ADHURA HAI TUM JAISE YARO KE BINA
Phool khilte rahein zindgi ki raah mein hassi chamakti rahe aapki nigaah mein kadam kadam par mile khushi ki bhaar aapko dil deta hai yehi dua baar-baar aapko
Band aakhon se dhekna adat h tmhri...Muh se kuch na khna adat h tumhri..Mar gaye inhi adayo pe hum..ye dosti h janha me sabse pyariii...
Smart tum ho to bure ham bhi nahin, mahlon me tum ho to sadkon pe ham bhi nahin, dosti karke kahte ho busy ho, waqt nikalna hamse sikho, free to ham bhi nahi
Dosto ke liye Dosti Saugat hogi, Naye logo ke liye nayi baat hogi, Hum Har hal me muskurate rahenge, Agar tumhari dosti yuhi saath hogi.
Kisi Ki Yaad Me Mar Jane Ki Fitrat Nahi... Aap Jese Dost Jabse Mile, Kisi Aur Ko Dost Banane Ki Jarurat Nahi.....
Gum kabhi khatam nahi hota. Yeh baantne se bhi kam nahi hota. Yeh to ham-safar hai unn tanha dilon ka. Jinke saath unn-ka hum-dum nahi hota.