Idd ka chand mushkil se dikhta hain,laila ko majnu mushkil se milta hain,hum to sms bhejte rehte he par,aaj kal aapka sms mushkil se milt hai Ye kis tarah yaad aa rahe ho, Aankhen band hai fir b nazar aa rahe ho.. Na jane kyu aisa lagta hai jaise samne khade ho aur sing hila rahe ho
Gungat Mein Tujhe Dekha To Dewanna Hua, Sangeet Ka Taraana Hua, Shamaa Ka Parwana Hua, Masti Ka mastaana Hua, Jaise Hi Gunghat Uthaya Is Duniya Se Ravana Hua
Aashiq paagal ho jaate hain pyaar mein Jab bhi dekho paaye jaate hain intzaar mein, Lakin yeh unki dilruba nahi samajhti, Vo baith kar challi zati hai kissi aur ki car mein…