Tum paas ho to tujhpe pyar aata hai, Tum door ho to tera intezaar satata hai. Kya kahe is dil ki haalat ki, Tujhe yaad kar karke hume bukhaar ho jaata hai.
Is kadar hamari Dosti ka imtehan na lijiye! Kyon ho khafa ya bayan to Kijiye! Kar digiye maaf agar ho gayi galti! yun SMS na karke hame SAZA to na Digiye
Puri botal na sahi,Ek jaam to ho jaye,Milna na sahi dua salam to ho jaye,Jinki yaad mai hum bimar pade hai kam se kam unhe bukhar na sahi,Zukam to ho jaye..