SAFED SARI PAR

SAFED SARI PAR
SAFED SARI PAR JAB TUM LAL BINDI LAGITI HO, KHUDA KASAM AMBULANCE NAZAR ATI HO, FARAK YE HAI KI WOH GHAYAL KO LE JATI HAI AUR TUM GHAYAL KAR JATI HO.
  

Jan, 23 2012     149 chars (1 sms)     3121 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Bas kya yahi tak tha saath hamara, Intezar hi karte rahe hum tumhara, Kab hogi is Kambakht mobile mein roshin aur kab ayenga tera sms!
SMS dosto ko itne kiye ki hum jeet gaye sMs ki race. Mobile bhi unka pareshaan hoke kehne laga : NO SPACE NO SPACE..!
e dost tu bhi meri tarah likha kar shayari...... tera bhi khoob naam ho gayega...... jab ande tamatar padenge to shaam ki sabzi ka intezaam ho jayega.
Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga, ek saroor sa uske dil pe chaya hoga... pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun.. phir usse zoo ka khayal aaya hoga…
Shaam hote hi ye Dil udaas hota hai Toote khwaboo ke siwa kuch na pass hota hai Tumahri yaad aise waqt bohat aati hai Bandar jab koi aas-paas hota hai..
Teri yad m tadap k Mar Jayenge, Mar GayeTo Tera Naam Le jayenge,Rab Ko Rishwat de k Tujhe B bulayenge,or Uper Sath me baith ke kurkure kaienge.
Kyun marte ho bewafa sanam k liye,2 Gaz zamin nahi milegi dafan k liye,Marna hai to maro dosti k liye,Hum apni chaddi bhi utaar denge tere kafan Ke liy
Chuhe ka sehra suhana lagta hai,Chuhiya ka to dil diwana lagta hai,Pal bhar me aise kutarte hain kapde,Ab to her kapda purana lagta hai
Zindagi jaise ek saza si ho gayi hai,Gam ke sagar me is kadar kho gayi hai,Tum kar do EK SMS yeh guzarish hai meri,Tumare SMS ki aadat si ho gayi hai
Is kadar hum aapko chahte hain,Ki duniya wale jal jaate hain...Yu to hum sabko ullu banate hain,Par aap jara jaldi ban jaate hain...
Socha tha harr modd pe Aap ko sMs karenge..... parr parr parr parr parr parr parr parr parr parr kambhakt sadAk sidhi nikli..
MY DIL IS NOT LIKE JASSI, NOR I AM AS SWEET AS LASSI ZINDAGI ME CHAHTA HU ALWAYS FUN AND HANSI DOSTI KI HAI TO NIBHAUNGA, TILL I AM ASSI.