Woh kahte he

Woh kahte he
Woh kahte he ki apka SMS churaya hua hota hai Yuto SMS ka khzana hota hai Kuch to kadar kar lo zalimon Akhir selection to HAMARA hota hai.
  

Jan, 23 2012     138 chars (1 sms)     858 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Apka naam likha ret prToh paani ne mita diyaLikha hawaon parToh gulshan ne chura liya,Phir naam aapka dil mein basayaSAALAHeart Attack
Wo bole Mehfil me kahi humare jute kho gaye,ab ghar Kaise jayenge, Humne kaha Aap shayari to shuru Kre, itne ayenge k gine bhi Na Jayenge.
Ab unhe dekhne ki aas nahi hai.. Ab unhe dekhne ki aas nahi hai.. kyunki ab wo dekhne me itni khas nahi hai
Kyu har bar mausam ki tarha badal jate ho har naye din humara dil dukhate ho ye bat sunkar humari rooh tak kaanp gai. K aap bartan dhone wale sabun se nahate ho.
Dil k dard ko pinewale kya jane Prem ki boli ko zalim zamana kya jane Hoti hai mehnat sms banane me,yeh padhkar DELETE karnewale kya jane
Medical Shayari: When u breathe,u respire! When u breathe,u respire! When you don't breathe, u expire!
Haal-e-dil kuch is tarah hamara hai, yaad tumhe din me 100 bar kiya karte hai, jab na aaye kabhi sms tumhara, purana sms hi padh liya karte hai...
Umeedo ki manzil toot gayi aankho se ashqo ki dhara beh gayi are tumahri bhi kya izaat reh gayi jab class ki ladki bhaiya keh gayi
Phool aisa ho jo baag ko khushbu se bhar de,Hamsafar aisa ho jo andheron ko roshan kar de,Dost aisa ho zindagi ko khushi aur mobile ko SMS se bhar de…
Hum Gaye The unke Ghar Kehna Tha Dil se Dil Milalo Unki Maa Ne Khola Darwaza Hum Ghabra Ke Bole Aunty Bachho ko POLIO Ki Dawa Pilwa Lo..
chori chori ye ana jana chor do chupke chupke u nazr milana chor do kisi din bohat pito ge unse tumyeh masjidon se jute churana chor do.
Zindagi behaal hai, Sur hai na taal hai, Msg box bhi kangal hai, kya aapki sms factory me hartal hai, Yaar kuch to bhejo ye meri mobile ki zindagi ka sawaal hai