MERA DIL, JIGAR

MERA DIL, JIGAR
MERA DIL, JIGAR KIDNEY LEVER HO TUM, WAQT BEWAQT AAYE WOFEVER HO TUM, DOOBKAR JISME KHO JAAU WO RIVER HO TUM, JEEVAN ME AB TO FOREVER HO TUM.
  

Jan, 23 2012     141 chars (1 sms)     2539 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Aansu tere nikle to ankhe meri ho,dil tera dhadke to dhadkan meri ho, rab kare hamari dosti itni gehri ho k jute tuje pade aur galti meri ho
Keh ke dekh liya, Chup reh ke bhi dekh liya, Kya kare jab unhone hi khamosh kar diya. Unse baat karne ke liye hum bahut tadapte hai, Kya kare jab humare call karne se who bhadkte hai
Mulk ki v ek sarhad hoti hai, Bache ki v ek zid hoti hai, Aur kitna intezar karu apke SMS ka, Kanjusi ki v ek had hoti hai..!!!
MERA DIL, JIGAR KIDNEY LEVER HO TUM, WAQT BEWAQT AAYE WOFEVER HO TUM, DOOBKAR JISME KHO JAAU WO RIVER HO TUM, JEEVAN ME AB TO FOREVER HO TUM.
Bewafa Tum Ho To Wafadaar Hum Bhi Nahi, Besharam Tum Ho To Sharamdaar Hum Bhi Nahi, Pyaar Ke Is Mode Par Aake Kehte Ho Shadishuda Ho To Kya Hua Darling...Kunware Hum Bhi Nahin
Aashiq paagal ho jaate hain pyaar mein Jab bhi dekho paaye jaate hain intzaar mein, Lakin yeh unki dilruba nahi samajhti, Vo baith kar challi zati hai kissi aur ki car mein…
Ek to tum sharmate bahut ho.Agar bat kare koi tum se to itrate bahut ho.Dil chahta hai tumhe CHHUM lu.Par suna hai k tum chilate bahut ho..
Phoolon ko phool pasand hai, dilon ko dil pasand hai. Shayar ko shayeri pasand hai. Kisiki pasand se hame kya, hamko to bas apki girl friend pasand hai
chand mien dekha aap nazar aae, sitaron mien dekha aap nazar aae, phoolon mien dekha aap nazar aae, aap zara side mien honge ta k koi aur bhi nazar aae
jab jab ghire badal teri yad aai jab jhum ke barsa sawan teri yad aai jab jab mai bhinga barish me teri har pal yad aai. ab or raha nahi jata chatri lauta de bhai
Pehli Bar Kisi Chehre Pe Nigaah Thehri He Uski Ankhein Sagar Se Bhi Gehri He Thak Gya Me Apne Pyar Ka Izhar Krte Krte..Tab Pata Chala Saali Wo To Behri He..
Log kehte hain ki ladkiyan zindagi hoti hain maut nahi, magar woh log ueh kyon bhool jaate hain ki dhoka bhi zindagi hi deti hai maut nahi."