Yaad karte hai

Yaad karte hai
Yaad karte hai tumhe tanhai me, Dil duba hai gamo ki gahrai me, hume mat dhundo duniya ki bhid me, hum milenge tumhe fir kisi, free SMS ki scheme me.
  

Jan, 23 2012     149 chars (1 sms)     1095 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Main gaya uski gali me,Bola dil se dil laga lo,Jab dekha uski Mummi ko to bola,Jute,chappal theek karwa lo
Saare dhobi mare mare fir rahe hai. Kyunki unke gadhe nahi mil rahe hai. Gupt khabaron se pata chala hai. Ki who sms padh rahe hai.
Insurance Wale B Kya Gajab Dhate HeInsurnce Wale B Kya Gajab Dhate HeLogo Ki Bibiyo K Paas Beth K Pati K Marne K Faide Samjhate Hai..-
Jeans T-Shirt Pehan Jab Me Tayyar Hota, Utha K Mobile BIKE Pe Sawar Hota, Dekhte Log Chat Pe Chadkar, Aur Kehte Kash Ye ladka Hamari Ladki Ka Pyar Hota.
Jab i ne U se pyaar kiya to night ko sleeping chod diya tere face ki gentle beauty ne mere kind heart ko phod diya
Teri aankain jhuki jhuki tera chehra khila khila jab tere chehre per haath ghumaya to aadha kilo fair & lovely mila
Shadi karna tha par kismat khuli nahi, TAJMAHAL Bana tha par MUMTAZ mili nahi,Ab kismat khuli, Shadi hue, ab TAZ banana chahta hu, par ye MUMTAZ marti nahi!
Aap hamare dil me base ho..wah...wah..!!aap hamare dil me base ho..thoda side ho jao sans lene wale pipe me fase ho.......
Chandni raat thi, main so rahi thi Phir kisi ne darwaza khutkhataya Maine soncha mera dil aaya Darwaza khol ker dekha to bijli ka bill aaaya
Yad Rak Kar Meri Dosti Ko Tumne Meri Zindgi Par Ehsan Kr Diya is Mobile May A Last Rupya Tha Dek Wo B Tere Naam Kr Diya.
Wo Maza..Na takht me..Na taj me.. Na poori diniya ke raj me. Na sur me na saaz me, Na kuber ke khazaneme... Jo maza hai woh subah uthkar fir so jane m..!
Pani Dekh kar Pyaas lagti he. Koi Shadi dekh kar hame bhi Aas Dikhti he. Hum Logo ko kaise Samjhaye, Har JHAKAAS Ladki ki Maa hamari Saas lagti he…