Kya leke aye

Kya leke aye
Kya leke aye they, Kya lekar jaoge, Mujhe SMS na karke, Zalim kitne Paise Bachaoge!
  

Jan, 23 2012     83 chars (1 sms)     1639 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Dur hai par milne ke aas hai. Man ko har pal tumhara ahasas hai. Hajaro hai apane,par tu khaas hai. Emotional mat ho ye sab bakvas hai.
Wo bole Mehfil me kahi humare jute kho gaye,ab ghar Kaise jayenge, Humne kaha Aap shayari to shuru Kre, itne ayenge k gine bhi Na Jayenge.
Yadd Karte hai tumhe tanhai mein, dil dooba hai gamo ki gehrai mein, hamein mat dhoonndho duniya ki bhid mein, hum milenge tumhe phir kisi, free SMS ki scheme mein.
Awaz mein mithas hai..Soorat bhi khaas hai..Khuda ne bas thoda sa SCREW dhila chod diya varna......ITEM to tu jhakkas hai !! ;-)
Is kadar hum aapko chahte hain,Ki duniya wale jal jaate hain...Yu to hum sabko ullu banate hain,Par aap jara jaldi ban jaate hain...
jab jab ghire badal teri yad aai jab jhum ke barsa sawan teri yad aai jab jab mai bhinga barish me teri har pal yad aai. ab or raha nahi jata chatri lauta de bhai
Insurance wale bhi kya gajab dhate hain Insurance wale bhi kya gajab dhate hain logon ki patniyon ke pas ghanton bethkar unk pati ke marne ke fayde batate hain
Jise koyal samjhe, woh kauwa nikla. Dosti ke naam par hauwa nikla. Jo roka karte they humein sharab peene se, aaj unki jeb se pauwa nikla.
E dost tu bhi likha kar shayri Meri tarah tera bhi naam ho jayega Log phekainge anday tematar, To raat ki sabzi ka intezaam ho jayega.
Tum door sahi, majboor sahi, par yaar tumhari aati hai, tum ssans wahan lete ho, par badbu yahan tak aati hai!!!
Bewafa Ladkiyo Se To Wisky Achhi Hai Yeh Bhi Dil Jalati Hai… Woh Bhi Dil Jalati Hai… Kam se Kam Dil Jalane Se Pehle Wisky Hothon Se To Lag Jati Hai…
Bhagvan se pani manga to sagar diya Phool manga bageecha diya, Ghar manga mahal diya, Paisa manga to aap ka number diya, " kab aau lene "