Tumhari Dosti Ne Mujhe Bahut Kuch Sikha Diya, Meri Khamosh Zindagi Ko Jaise Hasa Diya, Karzdaar Hoon Main Us Khuda Ka Jisne Mujhe Tum Jaise JOKER Se Mila Diya
Har kadam par hawa ki disha ka dyan rakhna, Muskil samay mai bi dost ko yaad rakhna, Hamari yado ki kushboo jaror aayagi, Tum bas apni naak saaf rakhna
Chamakte chand ko neend ane lagi apki khushi se duniya jagmgane lagi dekh k apko har kali gungunane lagi ab to fekhte fekhte mujie bhi neend ane lagI hai.
Gam me jine me maza aata hai,gharibo ke ghar bhi khuda aata hai,hum hain jo baarish ki tarah roz sms karte hain,aur ek aap hain jinka sms sarkari nal mein pani ki tarah aata hai
Kahi andhera kahi sham hogi meri hr khushi tumhare nam hogi 1 bar kuch mang k to dekho bjli,pani,telefon ka bill or karz me dubi har proprty tumhare nam hogi!
Do pal ki bhi khushi na mili to kya, Hum umar bhar gam ke sahare ji lenge. Kya hua jo humari girl friend nahi, Hum aapki girl friend ke sahare ji lenge.