Mulk ki bhi ek

Mulk ki bhi ek
Mulk ki bhi ek sarhad hoti hai, Bacche ki bhi ek zid hoti hai, Aur kitna intezar karu tere sms ka, arre yaar kanjusi ki bhi ek haad hoti hai.
  

Jan, 23 2012     141 chars (1 sms)     1139 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

ham unke kareeb ja ke unhe paa na sake is bat ka gham hai,ek chand hamar unchain par haiaur ek hamari hight bhi kam hai
Arz kiya hai Bus nazron se dekh liya hota agar tammana thi darane ki, Hum yun hi behosh ho jaate. Kya zaroorat thi aap ko muskurane ki.
Chandani ne Kaha ke tu pyar kar… Shama ne kaha aankhen char kar… Gori ko cheda to boli muskarakar.. Abhi tu nadaan hai kuch intezar kar
Mausam ye haseen kehta h pyaar kar le Dil diwana kehta h ikraar kar le chahat kehti h izhaar kar le par MUMMY KEHTI PEHLE DEGREE PASS KAR LE
Wo to Shahjahan Ka Pagalpan Tha, Warna Mumtaz Mei Baat Hi Kya Thi... Mohabbat Ki Kashish Ne TAJ MAHAL Bana Dala, Warna Ladkiyon Ki Auqat Hi Kya Thi..
Baith Kr Unki Zulfon K Saaye Me Swarg Jaisa Anand AayaKambakhat Biwi Ne Dekh Liya Shaam Ko Hospital Me Hi Hosh Aaya..
SAFED SARI PAR JAB TUM LAL BINDI LAGITI HO, KHUDA KASAM AMBULANCE NAZAR ATI HO, FARAK YE HAI KI WOH GHAYAL KO LE JATI HAI AUR TUM GHAYAL KAR JATI HO.
Aasman me kaali ghata chayi hai, Aaj fir gharwali se daat khayi hai, Kehti hai sudhar jao, par meri kya galti, Bajuwali aaj phir mini skirt me aayi hai...
Dipak me agar nur na hota,Tanha dil majbur na hota, Hum apko "GOOD NIGHT" kehne jaror ate agar apka ghar itani dur na hota
Ishq Me Ye Anjam Paya Hai,Haddi Tuti Muh Se Khun Aaya Hai,Hospital Pahuchne Par Nurse Boli,Baharo Phul Barsao Kisi Ka Mehboob Aayaa HAI
Me train k khidki se jhak raha tha tabi woh mere samne ayi,ankonse anken takrai,Dilme hui hulchl,Jan hateli pr ayi Tabhi woh muskurai aur boli CHAI CHAI
Aaj Unki Sharart SamaJh Aayi, Yahan Per Apki Jarurat SamaJh Aayi, Apko Dharati Per Bhejna To Bahana Tha, RAVAN Ki Jagah Kisi Ko To Aana Tha.