Marne par hamein

Marne par hamein
Marne par hamein jannat mile na mile, ye hawa ye fiza mile na mile, SMS karne ke kasar mat karna MERE dost, maloom nahi wahan MOBILE mile na mile.
  

Jan, 23 2012     146 chars (1 sms)     1030 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Yeh teri aankhein jhuki-jhuki si,Yeh tera chehra khila-khila sa,jab tere chehre par haath fera ,Aadha kilo Fair & lovely mila...
Teri galiyo me na rakhenge kadam aaj k baad. Kyon ki kichad bahut ho jata he barsaat k baad.
Har gali har deewar par tumhara hi naam hai, har gali har deewar par tumhara hi naam hai. Upar likha hai wanted aur niche 50 paise ka inaam hai !
Main uski yaad mein ban gaya baraf ka gola Main uski yaad mein ban gaya baraf ka gola aur vo boli ki Thanda matlab Coca Cola
Yaad karte hai tumhe tanhai me, Dil duba hai gamo ki gahrai me, hume mat dhundo duniya ki bhid me, hum milenge tumhe fir kisi, free SMS ki scheme me.
chand par kali ghata chhati to hogi, sitaro ko muskurahat aati to hogi, tum lakh chhupao duniya se par akele me tumko apni shakal pe hasi aati to hogi
Pyar to hamko bhi karna tha, lekin baat khas hui nahi, tajmahal to hamko bhi banwana tha, lekin afsoss ki loan pass hui nahi…..!!!
jo kuchh tha wo shermarket kha gayi, jo kuchh tha wo shermarket kha gayi, 'NANO' lena chahte the , .... Nani yaad aa gai
Zindagi jaise ek saza si ho gayi hai,Gam ke sagar me is kadar kho gayi hai,Tum kar do EK SMS yeh guzarish hai meri,Tumare SMS ki aadat si ho gayi hai
Bewafa Ladkiyo Se To Wisky Achhi Hai Yeh Bhi Dil Jalati Hai… Woh Bhi Dil Jalati Hai… Kam se Kam Dil Jalane Se Pehle Wisky Hothon Se To Lag Jati Hai…
Ek msg roz, keep d frnds close, ek din me paanch, dosti pe na aye aanch. ek din me dus, mile dosti ka rus, ek din me bees,
Aansu tere nikle to ankhe meri ho,dil tera dhadke to dhadkan meri ho, rab kare hamari dosti itni gehri ho k jute tuje pade aur galti meri ho