ummedo ki shama

ummedo ki shama
ummedo ki shama dil main mat jalana,is jahana se alag duniya mat basana, aaj mood hain to sms kar rahe hain, par intzar roz palke mat bichana.
  

Jan, 23 2012     142 chars (1 sms)     1153 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Hum dua karte hain Khuda se, ki wo aap jaisa dost aur na banaye, Ek Cartoon jaisi cheez hai humare paas, kahin wo bhi common na ho jaye
Machar ne app ko kata woh uska junoon tha,app ne khuglaya woh app ka sukoon tha, chah kar bhi app machar ko marr na sake kiun ke uski ragon main app ka khun tha............
Tanhai me na waqt bitaya karo,kabhi mehfil me bhi aaya karo,kya hua jo tut gaye samne k 2 daant .Phir bhi dil khol k muskuraya karo...
Phool aisa ho jo baag ko khushbu se bhar de,Hamsafar aisa ho jo andheron ko roshan kar de,Dost aisa ho zindagi ko khushi aur mobile ko SMS se bhar de…
Lagta hai teri dosti me mar jayenge.mar gay to tera hi nam lagayenge.riswat dekar tumhe upar bulayenge.phir aram se dono baithkar gappe ladayenge.
Shadi karna tha par kismat khuli nahi, TAJMAHAL Bana tha par MUMTAZ mili nahi,Ab kismat khuli, Shadi hue, ab TAZ banana chahta hu, par ye MUMTAZ marti nahi!
Subha saam aapki yaad aati hai, raat din satati hai, karne ko to karle phon aapko par customer care ki ek ladki hai jo bar bar balence low batati hai.
Apni DOSTI ko mat Chupao use Jrurat hai JATANE ki. Apni PRATIBHAON ko mat Chupao use Jrurt hai BADHANE ki.Yaar Ab aur PERFUME mat Lgao Tumhe Jrurt hai NHANE ki.
Jaane who kaisi hogi, Shayad who aisi hogi. Ya phir who waisi hogi, Jayada mat soch, tere sapno ki rani bilkul JASSI jaisi hogi.
sitaroon se aagy jahan aur bhi hein abhi muhabat k imthan aur bhi hein tum hi nehi jalaty mere dil ko university mein larkyan aur bhi hein
Koi saanson main samaya sa lagta hai.kisi ko dil mein basaya sa lagta hai. Usse milne ki tammana hai lekin, aane jane ka kiraya bhi lagta hai.
Pike raat ko hum unko bhulane lage Sharab me gum ko milane lage Ye sharab b befawa nikli yaaro Nashe meto unki saheli bhi yaad ane lagi.