Gam me jine me maza aata hai,gharibo ke ghar bhi khuda aata hai,hum hain jo baarish ki tarah roz sms karte hain,aur ek aap hain jinka sms sarkari nal mein pani ki tarah aata hai
DARDE DIL SEHNA ASAAN NAHI HOTA, KIMTI CHEEJ KE HAR KOI KAABIL NAHI HOTA, YEH TO UPARWALE KI MEHARBAANI HAI , WARNA TERE JAISE POPAT KE PAAS MOBILE NAHI HOTA.
mere tute hue dil ka murabba bana gayi,mere tute hue dil ka murabba bana gayi,ghar ko mere kachre ka dabba bana gayi;shaadi ko abhi 3 mahine hi guzre they,na jaane kis hisaab se mujhe ABBA bana gayi.