Har kadam par hawa ki disha ka dyan rakhna, Muskil samay mai bi dost ko yaad rakhna, Hamari yado ki kushboo jaror aayagi, Tum bas apni naak saaf rakhna
Dosti hoti hai diley raaz batane k liye, hum apni hasi mitade aapko hasane k liye, milne ki to aapko fursat nahi, to hum sms karte hai aapni yaad dilane ke LIYE.
Zindagi behaal hai, Sur hai na taal hai, Msg box bhi kangal hai, kya aapki sms factory me hartal hai, Yaar kuch to bhejo ye meri mobile ki zindagi ka sawaal hai