Na Pooch Teri

Na Pooch Teri
Na Pooch Teri Judai k Lamhey Hum ne kese bitae Paani mai SURF EXCEL mila k Straw se Bulbule banae
  

Jan, 23 2012     97 chars (1 sms)     1014 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Dali ne dali pe nazar dali, kisi ne is par nazar dali kisi ne us par nazar dali ,hamne jis par nazar dali uske baap ne uski shadi kar dali
Jise samjha lehar pepsi woh nikla jahar pepsi, jise samjha coca-cola woh nikla dhokha cola, so aaj k baad no soft drinks only wine and whisky; kabhi na risky.
Pehle Wo Kuch Bat To Krte The, Choti Sahi Mulakat To Karte The, Maine Youn Hi Unhe Apna Samz Lia, Wo Hmpar Nahi Mere Sms Par Marte The.
Bekabu hai dil fir bhi jiya ja raha hu, Khali hao botal fir bhi piya ja raha hu, Majburi to dekho is dil ki. Reply nahi mil raha fir bhi msg kiya ja raha hu
Kab tut jaye Kasam hi to hai..Kab badal jaye najar hi to hai..Ab u hi tum mere SMS ki aadat mat dalna...Kab khatam ho jaye SCHEME hi to hai
Tumhaare liye pyaar ki application, create main karoonga Tum usay debug karna, wait main karoonga
Dekha unhone hume jab apni tirchi nazron se Hum to madhosh hi ho gaye, Jab pata chala ke nazrein hi tirchi hai, Hum to behosh hi ho gaye!
Arz hai... Is dil mein tarane bahot hain, zindagi jeene ke bahane bahot hain, kis kis ko sms karu,kambaqt is nacheez ke diwane bahot hain!!!
paani peetaa hoon pipe se Apple khataan hoon knife se Apni bhi kya life hain yaaron Jooten khataa hoon apni wife se!!!
Aankhe Bhi Meri Palko Se Sawal Karti Hai..Hr Waqt Aap Ko Yaad Krti Hai..Jb Tak Dekh N Le Aapka Msg Tub Tak Wo Aap Ke Sms Ka Intezar Karti Hai..
Khushi k LIYE Gum kurban, Hasi k Liye AAnsoo kurban, Pyar k Liy Dil kurban,Mere Dost Tere Liye To Jaan Kurban, Aur ladki k Liye.. Saale Tu bhi kurban.
Apko kya pata hum aapko kitne yaad karte hian..har pal tumhari fariyad karte hain..roj khat likhte hian cartoon network ko..aapko dikhane ki mang karte hain..