mere tute hue

mere tute hue
mere tute hue dil ka murabba bana gayi,mere tute hue dil ka murabba bana gayi,ghar ko mere kachre ka dabba bana gayi;shaadi ko abhi 3 mahine hi guzre they,na jaane kis hisaab se mujhe ABBA bana gayi.
  

Jan, 23 2012     199 chars (2 sms)     1063 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Zindgi me kai mushkile aati hai,Aur insaan zinda rehne se ghabrata hai,par socho kaise 1000 kato ke bich,Reh kar bhi 1 phul muskrata hai.
sitaroon se aagy jahan aur bhi hein abhi muhabat k imthan aur bhi hein tum hi nehi jalaty mere dil ko university mein larkyan aur bhi hein
Hum aap ko itna yaad kartey hain jitna aap hame yaad kartey hain. Farq sirf itna hai ke hum yaad karke SMS kartey hain aap SMS parh kar Yaad kartey hain.
Baharo phool barsaomera"DOST"aya hai.Hoto pe muskan,gali me mehak laya he.Barso tak thi jise pani se "ELERGY"vo aj"LUX" se nahaya hai.
Ishq karne se pehle uska anjaam dekhlo......Ishq karne se pehle uske anjaam dekhlo....Agar phir bhi samajh na aaye to film TERE NAAM dekh lo…
Is kadar hamari Dosti ka imtehan na lijiye! Kyon ho khafa ya bayan to Kijiye! Kar digiye maaf agar ho gayi galti! yun SMS na karke hame SAZA to na Digiye
AMIRI KE KHAWAB DEKHNE LAGA, ANGREJI SHARAB CHAKHNE LAGA, BAAP NE KABHI PAGER NAHI DEKHA, AUR BETA MOBILE RAKHNE LAGA.
Naseeb se fariyad kar sakte hai,khuda se dua maang sakte hai,kya hua firbhi agar tumse mil nahi sakte,sms bhej kaar tumhe yaad to kar sakte hai.
God apun se pucha, Kidhar jana mangta ? SWARG YA NARAK ? Apun bola NARAK ! Apun ko malum, Tum sala dost log udharich milega, Bole to Jidhar tum, Woich apun ka SWARAG!!
Na Tu chhat per aati na mera tera diwana hota, na tu pathar marti na mai kana hota
Koi cheez Bewafai se badkar kya hogi, Ghum-e-imtihan judai se badkar kya hogi, kisiko deni ho jawani mein saza To PADAI se badkar saza kya hogi.
Kambhakt ishq ne aaj humko rula diya jis pe marte the hum unhi ne bhula diya hum bhi unko bhulane ko pite gaye,1 din zalim ne usme bhi zher mila diya