Jabse tumhe jana

Jabse tumhe jana
Jabse tumhe jana hai,Jabse tumhe paaya hai,Har dua mein tera naam aaya hai Taaki poochhu rab se ki ''Yeh kaisa'NAMOONA' banaya hai''??....
  

Jan, 23 2012     138 chars (1 sms)     923 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Tumsa koi zamin par hua to rab se shikayat hogi, tumsa koi zamin par hua to rab se shikayat hogi, Ek to jhel liya dusra aaya to kayamat hogi.
Tumhari Dosti Ne Mujhe Bahut Kuch Sikha Diya, Meri Khamosh Zindagi Ko Jaise Hasa Diya, Karzdaar Hoon Main Us Khuda Ka Jisne Mujhe Tum Jaise JOKER Se Mila Diya
Ghungat mein tujhe dekha to deewana hua, sangeet ka tarana hua, masti ka mastana hua, jaise hi ghungat uthaya is duniya se ravana hua!
Wo aai mere sapne me sapne me sab kuch ho gaya.wo aai mere sapne me.sapne me sab kuch ho gaya.uski bhi izzat bach gai.Apna bhi kaam ho gaya.
Tajmahal kya cheez hai, isse badi imarat banaunga, Mumtaz to marke dafan hui thi, tuzhe to mein zinda dafnaunga
Pyar yuhi kisi se kiya jata nahi. Pyar kiya hai dard to hoga hi.Is dard ki adat na dalo,kyuki ye dard MOOV se jata NAHI
Lamha Lamha waqt guzar jayega... Chand lamhon mein exam aa jayega... Abhi bhi waqt hai, do line padh lo... Warna pass kya MUNNA BHAI karvayega???
Hum guzre un ki gali se ajab ittefaq tha, Hum guzre un ki gali se ajab ittefaq tha, unhon ne phenka hum pe phool, lekin gamla bhi saath tha.
Soch samajh ke na ki shaadi jisne, Usne jeevan bigaad liya. Aur chaturai se ki shadi jisne, Usne bhi kya ukhad liya.
Dil se tumhe kaise mita de, Hum tumhe kaise bhoola de. Ji to chahata hai duniya chor de, Ya phir judai dene wale in duniya walo ko phod de
Har karz dosti ka ada kaun karega? Hum na rahe to dosti kaun karega? E khuda mere doston ko salamat rakhna, Warna meri shaadi mein dance kaun karega?
Spne Ki Tarah Tujhe Saja K Rkhu Chandni Raat K Nazaron Se Chupa K Rkhu Meri Taqdeer Mere Sath Nhi varna Apne Samne Tumhe "MURGA"Bana K Rkhu!