Bhiga sa lagta

Bhiga sa lagta
Bhiga sa lagta he aalam tumhe.Bhigi si lagti he subah tumhe.Bhiga lag rha he sara jahan tumhe.Uth Nalayak Bistar Gila Kar Diya HaiTUNE
  

Jan, 23 2012     134 chars (1 sms)     851 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Har karz dosti ka ada kaun karega? Hum na rahe to dosti kaun karega? E khuda mere doston ko salamat rakhna, Warna meri shaadi mein dance kaun karega?
Ae dost tu mat ho udaas,Saans meri chute na chute tra saath.Phir bhi agar tujhe aaye meri yaad,toh mujhe call kar lena,meri INCOMING BILKUL FREE HAIN..!!
Ye CHAND bhi dekho kya ajib sitam dhata hai, Gour farmaye Ye CHAND bhi kya ajib sitam dhata hai, Bachpan me MAMA aur Jawani me SANAM nazar ata hai......!
Dil se tumhe kaise mita de, Hum tumhe kaise bhoola de. Ji to chahata hai duniya chor de, Ya phir judai dene wale in duniya walo ko phod de
khali hai botal phir bhi piye ja raha hoon, zindagi maje se jiye ja raha hoon, sala kisi ka reply nahi aaraha, phir bhi sms kiye ja raha hoo…
Khuda kare mobile tera kho jaaye, Mile mujhe aur mera ho jaaye, Ladkiyon ko SMS karu tere naam par, Maar tuje pade aur kaleja Thanda mera Ho Jaaye.
Unke Pyaar Me Umar Bhar Intezar Kiya..Unke Pyaar Me Umar Bhar Intezar Kiya,Aur Us Intezaar Me Na Jane Kitno Se Pyar kiya..
Kambhakt ishq ne aaj humko rula diya jis pe marte the hum unhi ne bhula diya hum bhi unko bhulane ko pite gaye,1 din zalim ne usme bhi zher mila diya
Ye kis tarah yaad aa rahe ho,Aakhe band hai phir bhi nazar aa rahe ho,Na jane kyo aisa lagta hai jaise,Samne khade ho aur POONCH hila raheho
Macchar ne jo kata... dil main mere junoon tha. Khujli hui itni... dil be sukoon tha. Pakada to chod diya yeh soch kar ki.... sale ki ragon main apna hi khoon tha !
Ruthi hai aise wo humse Jaise hum sach me unhe mana lenge wah-wah Itna waqt kaun zayaa karegaItne me to hum DUSRI pata lenge.
Hum Gaye The unke Ghar Kehna Tha Dil se Dil Milalo Unki Maa Ne Khola Darwaza Hum Ghabra Ke Bole Aunty Bachho ko POLIO Ki Dawa Pilwa Lo..