Aaj phir tum nazar nahi aye.. phir tamanna ke phool murjhaye. Na jaane kin galiyon mein kho gaye tum, Hum to police station se pagal khane tak dhoond aaye.
DARDE DIL SEHNA ASAAN NAHI HOTA, KIMTI CHEEJ KE HAR KOI KAABIL NAHI HOTA, YEH TO UPARWALE KI MEHARBAANI HAI , WARNA TERE JAISE POPAT KE PAAS MOBILE NAHI HOTA.
Agar tum kaho to tumhare liye aasman se chand taare torr laun, Agar tum kaho to tumhare liye aasman se chand taare torr laun, Lekin tum unka karo gi kiya???
hotho pe khushi aankho me nami haimere mobile me jaise apke msg ki kami hai apke paigam ke intezar me meri saans jami hai khafa ho humse ya balance ki kami hai