Chaha to bhout tha ki aapni palko se tumhare dil par aapna naam lik du par aaisa kaha kar paya main jab bhi aapni chanchal palko se tumhara naam likna chaha aashuo ki nami se sab dhundla sa gaya tumne bataya nahi maine jana nahi fir bhi jane kyun aaisa lagta hai ki tumhare dil par sayad mera naam lika hai.
Naraz hone se pehle khata bata dena aansu nikalne se pehle hansna sikha dena agar zindagi me mujhse dur jana hai to pehle bina sans liye jina sikha dena
Pyaar karna bhi sikhado zara, uss dil ke kone mein humko bhi bithado zara. Hum tumhare dil mein hai ki nahi, hoton se na sahi aankhon se toh yeh batado zara… .......
I’m not sure what life could bring… I’m not sure if dreams come true, I’m not sure what love can do… but am very sure about one thing “ I like u a a lot”…