Aap ke liye hum aansoon baha sakte hai, Chahe to duniya ki sari hadae tod sakte hai, Ab sirf yahi hai hamare dil ka kehna, Ki aap bas hamesha hamare paas rehna.
Aasmaan ke Taare Aksar Puchate hai Humse, Kya Tumhe Aaj bhi Intzaar hai Uske Laut aane ka...Aur Ye Dil Muskurake Kehta Hai, Mujhr Abb Tak Yakin nahi hua Uske jane ka !!!
parwato se jis din mein takraunga apni manzil jis din mein paaunga tum bhi mujhe bahon mein bharkar kho jaogi jis din tum meri or mein tumhara ho jaunga...I L U jaan