Train station par ruki.1 aadmi khidki ke paas baithe sardar se- Kaun sa station hai?Sardar bahar dekh kr kuch der soch kar "lag toh railway station raha hai."
1st Sardar:Jab main chhota tha tab Kutab Minar se gir gaya tha 2nd sardar: Fir tu mar gya ki bach gaya? 1st:Mujhe yad nahi kuyoki tab mai bahut chhota tha na.
Banta puchhta hai "jab ek ladka aur ladki pyar karte hai to vo kiss kyo karate hai?" Santa bola "maaf kijiye ji muze pata nahi. mai is shahar me naya hu"