santa- Raat muje ek aadmi ne chaku dikhakar loot liya. Friend- Lekin tere paasto hamesha gun hoti hai. santa - wo meine chupa di thi, varna wo bhi chori ho jati…
After bus accident.. man crying: mera hath kat gaya. bahut dard ho raha hai. santa: abey chup baith. wo dekh uska gala kat gaya, fir bhi chup-chaap pada hai..!!