Banta ped pe chada to upar baithey bandar ne poocha: Upar kyon aaya? Banta: Apple khane. Bandar: Yeh to aam ka ped hai. Banta: Pata hai, apple saath laya hoon.
SANTAr: Doctor help me, mein jab baat karta huun to muje sirf awaaz sunai deti hai, aadmi nahi dikhta. Dr: Aaisa kab hota hai? SANTA: Phone karte waqt.