santa- Raat muje ek aadmi ne chaku dikhakar loot liya. Friend- Lekin tere paasto hamesha gun hoti hai. santa - wo meine chupa di thi, varna wo bhi chori ho jati…
1Srdar-wo Ladki behri lagti he.Me kuch kehta hu,wo kuch aur hi bolti hai 2srdar:kaise? 1 srdar:Mene"I Luv U"kaha,to wo boli Mene kal hi Naye SANDAL kharide hai.
Santa (on phone): Maa, khushkhabri hai! Maa: Bolo beta. Santa: Hum, 2 se 3 ho gaye. Maa: Badhai ho, ladka hua ya ladki. Santa: Na ladka, na ladki. Maine doosri shaadi karli